To dosto is blog pe aap sabhi ka swagat hai. To dosto apko is blog me bilkul free me alight motion ka material milne vala he hai. 

So guys apke chote bhai ki channel ko subscribe karna na bhule or post ke material ke liye rojana hamari website pe visit karna na bhule.

HOW TO USE ALIGHT MOTION APP?

Photo

Alight Motion ka upyog kese karna he, is ki jaankari hamare is blog me dii gayi he, to dosto aage mene kuch steps bataye he.

To dosto aap alight motion ka use karna sikh jate ho to apko saare videos edit kar skate ho jese ki. WhatsApp Status, Instgram Reels, YouTube videos, Birthday video, attitude video, anniversary video etc.

To aap voh sare steps follow karenge to apko alight motion ka use karna sikh jaoge. So let's begin.

ALIGHT MOTION 

Alight motion smart phone ya tablet upyog karta ke liye pahla or sabse acha application he. 

To guys pahle to apko alight motion ko download kar lena he jo apko playstore pe mil jaayega par vaha se download karoge to apke banaye gaye video me watermark/logo alight motion ka aayega.

To apko watermark/logo hatane ke liye membership Leni padegi. Jo aapko bina watermark ke alight motion chahiye to mene telegram pe rakha he.


➡️ Alight Motion 

To guys aap log ye video kese bana skte ho to apko niche package karke link milega usko import kar lena he.

To guys import karne baad apko dekh lena hhe apke samne aesa interface aayega.



Fir apko uske upar click kar dena he fir usme apko sirf photo vagera import karna Rahega.

To apko 4 orange group dekhne ko Milega uske upar touch karke edit group me click kar dena he.
Fir apko usme Jo photo Rahega usko delete kar dena he.

Or apko apne hisab se apna photo laga na he jo bi sahi Lage.

Aap Krishna god ke bi rakh skte ya radhe krishna ya shiv Shakti koi rkh sakte ho me to bas design sikhata hu.
Ok to ab kya karna he apko photo rakhne ke baad apko font laga dena he apna insta ka I'd rakh dena he.

Fir apko ek template rakhna hoga voh template apko telegram pe mil jayga I hope apne vaha se download kar liya hoga ok.
To fir guy's aaap ne ye sab kar ke template rakh ke apko video ko share vale option pe click karke video ko export kar dena he.

Agar apko export karne me taklif ho rahi ho ya export hi ni ho raha ho to apko sirf resolution kam kar dena he.
Fir apka video ready hon jayga fir aap kahi bi upload kar sakte he.

So Aap Aese Hi Ram Siya Ke Upar Video Editing Kar na Chahte ho to Is Thumbnail Pe Click kare. 
So Guys App kuch mahadev ke or Krishna bhagvan ke video sikhna chahte ho to niche diye gaye photo pe touch kare.

Previous Post Next Post